% \startsong \stitle{dilarubaa dil pe tuu ye sitam ki_e jaa ki_e jaa}% \film{Raj Kumar}% \year{1964}% \starring{Prithviraj Kapoor, Shammi Kapoor, Sadhana}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10970 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aa \: dilarubaa dil pe tuu ye sitam ki_e jaa ki_e jaa ra \: o ham bhii to aag me.n jalate rahe pyaar ke sholo.n pe chalate rahe ho ho dilarubaa dil pe tuu ye sitam ki_e jaa ki_e jaa aa \: o ham bhii to aag me.n jalate rahe pyaar ke sholo.n pe chalate rahe ra \: kyaa bataa_uu.N kyaa dil kaa haal hai jis gha.Dii se mile ham jaise saika.Do.n bijaliyaa.N girii.n aur jal uThe ham aa \: haay kyo.n mujhe Kaaq karane par tule ho zaalim aaKir kyaa bigaa.Daa hai maine tumhaaraa ra \: dilarubaa dil pe \threedots aa \: ham bhii to \threedots aa \: a.ng\-a.ng me.n miiThaa dard hai chhaTapaTaa_e meraa dil ik dafaa me.n hii qatl kar de tuu mujhako mere qaatil ra \: haay dil kii gaharaa_iyo.n ko chiirataa hu_aa ye dard ye qasak ye chubhan aa \: aaj dil ke tum itane paas ho jaise merii dha.Dakan ra \: ek aaj se apane jism\-o\-jaa.N ek apane tan\-man aa \: aaj ek saath mahake hai.n do gulaab ra \: ek Dor me.n guu.Nthe hai.n do motii do \: ek saath dha.Dake hai.n do dil dilarubaa dil pe \threedots % #endindian \endsong