% \startsong \stitle{jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa}% \film{Rang Mahal}% \year{1948}% \starring{Suraiya, Suresh, N Kabir, Shahnawaz, Lalita Pawar}% \singer{Suraiya}% \music{K Dutta/ B A Balsara}% \lyrics{Pt Shivkumar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12514 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( jaanewaale jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa ) \-2 ek nazar apane binaa haal\-e\-chaman dekhataa jaa jaanewaale ye mohabbat kaa taqaazaa thaa hu_aa tuu jo shahiid kyuu.N na Kush huu.N ke merii purii hu_ii aaj ummiid jaan to ha.Ns ke liye jaan ko khone waale \-2 dekh majabuur kha.De hai.n tere rone waale dete du_aa tak bhii nahii.n ahal\-e\-watan dekhataa jaa jaanewaale muskaraataa hu_aa kis shaan se aayaa hai tuu gayaa to wo Kushii kaa ko_ii laayaa hai tuu jaanisaarii me.n terii duulhaa banaayaa hai tuu mujhako rulaa gayaa jo Kuu.N me.n nahaayaa hai tuu dete hai.n ham tujhe ra.ngiin qafan dekhataa jaa jaanewaale \-2 % #endindian \endsong %