% \startsong \stitle{pa.nchhii banuu.N u.Datii phiruu.N mast gagan me.n}% \film{Chori Chori}% \year{1955}% \starring{Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Swarna % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 06/12/1996 % Credits: Saba Taqi % \printtitle #indian % pa.nchhii banuu.N u.Datii phiruu.N mast gagan me.n aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n (hillorii hillorii \threedots) o \threedots oho o mere jiivan me.n chamakaa saveraa o miTaa dil se vo Gam kaa a.Ndheraa o hare kheto.n me.n gaae koii laharaa (???) o yahaa.N dil par kisii kaa na bairaa ra.Ng bahaaro.n ne bharaa mere jiivan me.n \-2 aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n pa.nchhii banuu.N \threedots aa \threedots o dil ye chaahe bahaaro.n se kheluu.N o gorii nadiyaa kii dhaaro.n se kheluu.N o chaa.Nd suuraj sitaaro.n se kheluu.N o apanii baaho.n me.n aakaash le luu.N ba.DhatI chaluu.N gaatI chaluu.N apanii lagan me.n \-2 aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n pa.nchhii banuu.N \threedots (hillorii hillorii \threedots) o mai.n to o.Duu.Ngii baadal kaa aa.Nchal o mai.n to pahanuu.Ngii bijalii kii paayal o chhiin luu.Ngii ghaTaao.n se kaajal o meraa jiivan hai nadiyaa kii halachal dil se mere lahare.n uThe.n ThaNDii pavan me.n \-2 aaj mai.n aazaad huu.N duniyaa kii chaman me.n pa.nchhii banuu.N \threedots % #endindian \endsong %