% \startsong \stitle{nazar ne nazar se kyaa kahaa ... merii jaa.n ye bataa}% \film{Sultanat}% \year{1986}% \starring{Dharmendra, Sunny Deol, Sridevi, Karan Kapoor, Juhi Chawla}% \singer{}% \music{Kalyanji Anandji}% \lyrics{Anjaan/ Hasan Kamaal}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nazar ne nazar se kyaa kahaa merii jaa.n merii jaa.n ye bataa kahuu.N kyaa nazar ne kyaa kahaa aatii hai mujhako hayaa jo hai mere dil me.n vahii tere dil me.n ek baar kah de tuu haa.N nazar ne nazar se kyaa kahaa \threedots ho jaage hai.n aramaa.n jaan le jaan\-e\-jaa.n are jaanuu.n naa \-3 kar de ek ehasaan maan le jaan\-e\-jaa.n maanuu.n naa pahale vafaa kaa ikaraar kar le haazir hai phir merii jaa.n nazar ne nazar se kyaa kahaa \threedots vaadaa kar ye haath se haath chhuuTe naa naa chhuuTegaa \-3 saath rahe.n din raat saath ye chhuuTe naa naa chhuuTegaa ulfat me.n terii chaahat me.n terii Thukaraa duu.N saaraa jahaa.N nazar ne nazar se kyaa kahaa \threedots % #endindian \endsong