% \startsong \stitle{saajan saajan pukaaruu.N galiyo.n me.n}% \film{Saajan}% \year{1969}% \starring{Manoj Kumar, Asha Parekh, Om Prakash}% \singer{Rafi/ Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11109 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % saajan saajan pukaaruu.N galiyo.n me.n kabhii phuulo.n me.n Dhuu.NDhuu.N kabhii kaliyo.n me.n saajan saajan \threedots aise ruuThaa hai bedardii kahaa naa maane mere jii kii merii jaa.N kii qadar naa jaane mai.n usii zulmii ke nainaa mastaane kabhii phuulo.n me.n \threedots bulabul samajhe hai phuulo.n kaa dil mastaanaa bha.Nvare samajhe hai.n kaliyo.n se meraa yaaraanaa mai.n to apanaa ruuThaa saajan diivaanaa kabhii phuulo.n me.n \threedots mujhase kahatii hai parvat pe kaalii ghaTaa chhaa\-chhaa ke ho raamaa ha.Nsatii hai puurab se havaa aa\-aa ke vo chhupaa hai dil me.n aur mai.n jaa\-jaa ke kabhii phuulo.n me.n \threedots % #endindian \endsong