% \startsong \stitle{kahaa.N se le ke aa_ii hai.n ... merii taqadiir ke maalik}% \film{Shart}% \year{1954}% \starring{Deepak, Shyama}% \singer{Lata}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10230 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kahaa.N se le ke aa_ii hai.n kahaa.N majabuuriyaa.N merii zubaa.N Kaamosh aa.Nkhe.n kah rahii hai.n daastaa.n merii merii taqadiir ke maalik meraa kuchh faisalaa kar de buraa chaahe buraa kar de bhalaa chaahe bhalaa kar de merii taqadiir ke maalik \threedots mujhe itanaa bataa de mai.n kahaa.N jaa_uu.N kidhar jaa_uu.N kahii.n jaane se achchhaa hai tere qadamo.n me.n mar jaa_uu.N sahaaraa de nahii.n sakataa to phir be_aasaraa kar de merii taqadiir ke maalik \threedots nahii.n duniyaa me.n meraa duusaraa ko_ii Thikaanaa hai mujhe to bas yahii.n apanaa muqaddar aajamaanaa hai liyaa hai dil to merii jaan bhii tan se judaa kar de merii taqadiir ke maalik \threedots mujhe barabaad karane me.n jo hotaa ho bhalaa teraa bujhaa de apane haatho.n se chiraaG\-e\-zindagii meraa nahii.n ko_ii gilaa tujhase agar chaahe fanaa kar de merii taqadiir ke maalik \threedots % #endindian \endsong