% \startsong \stitle{ho.nTho.n pe kisii kaa naam ... isakaa kyaa matalab hai}% \film{Sanam}% \year{1951}% \starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}% \singer{Suraiya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12541 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % kuchh samajh me.n nahii.n aataa ho.nTho.n pe kisii kaa naam kisii ko a.nkhiyaa.N kare.n salaam ke isakaa kyaa matalab hai \-2 jawaanii chhe.D rahii hai giit \-2 kisii se hu_ii aapako priit \-2 ke isakaa ye matalab hai \-3 sharam se cheharaa hu_aa gulaabii merii aa.Nkhe.n hu_ii.n sharaabii ke isakaa kyaa matalab hai \-2 kisii ne chhe.Daa dil kaa taar \-2 chhanaachhan bajane lagii sitaar \-2 ke isakaa ye matalab hai \-3 nii.nd na aaye saarii raat chahe dil mulaaqaat \-2 chahe dil mulaaqaat mulaaqaat ke isakaa kyaa matalab hai \-2 kisii ko dil ne kiyaa ma.nzuur \-2 rahaa.N na jaaye piyaa se duur \-2 ke isakaa ye matalab hai \-3 % #endindian \endsong %