% \startsong \stitle{mere chaahanewale hazaar mujhe tuu maaf karanaa}% \film{Sanam}% \year{1951}% \starring{Suraiya, Devanand, Meena Kumari, Gope, K N Singh}% \singer{Suraiya, S D Batish}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12544 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % su \: mere chaahanewale hazaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 nahii.n tumase karuu.Ngii mai.n pyaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 baa \: ##B.A. L.L.B.## huu.N ##fail## siikho mujhase pyaar kaa khel \-2 ajii mai.nne kahaa tumhe karanaa pa.Degaa pyaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 su \: mere chaahanewale hazaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 su \: Kat likhate hai.n mujhako log ##U.P.## aur ba.ngaal se ba.ngaal se baa \: mai.nne bhii ek Kat likhataa thaa raanii jii bhopaal se bhopaal se ajii mai.nne kahaa bas apanaa kaho ik baar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 su \: mere chaahanewale hazaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 su \: ek hai dil laakho.n diiwaane shamaa ek laakho.n parawaane \-2 ajii mai.nne kahaa ab kisase karuu.N mai.n pyaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 mere chaahanewale hazaar \-2 mujhe tuu maaf karanaa \-2 % #endindian \endsong %