% \startsong \stitle{ek sitaaraa aisaa ... ##london## me.n ##india## kaa bolabaalaa ho gayaa}% \film{Yeh Hai Jalwa}% \year{2002}% \starring{Salman Khan, Sushmita Sen, Ameesha Patel, Rishi Kapoor, Rinki Khanna}% \singer{Sukhvindar Singh, Pankaj Udhas}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Dev Kohli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa ek sitaaraa aisaa chamakaa roshan hu_aa jahaa.n us taare kaa naam hai pyaare meraa hindustaa.n o puurab kaa pashchim me.n ujaalaa ho gayaa o ##london## me.n ##india## kaa bolabaalaa ho gayaa puurab kaa pashchim me.n \threedots o ba.De duur se des paraa_e paradesii aa_e hai.n ho desii ba.nde apane des kaa sa.ndesaa laa_e hai.n yaaro.n usakaa kyaa kahanaa jisakii thii nek kamaa_ii sachchaa ba.ndaa o ho.ndaa jo jaane piir paraa_ii sunake videshii matavaalaa ho gayaa ##london## me.n \threedots vahaa.n ke rahane vaale ham jahaa.n pyaar dilo.n me.n basataa kaise TuuTegaa ye ba.ndhan ye hai pyaar kaa rishtaa ho maine jaane kyuu.n sochaa ye des paraayaa hai terii baate.n sun ke meraa dil bhar aayaa hai o tuune jaane kyuu.n sochaa ye des paraayaa hai haa.n achchhaa lagaa mujhako ke teraa dil bhar aayaa hai rishte naato.n se ba.ndhii hai Dor ye jiivan kii mere is jiivan pe mere bhaarat kaa saayaa hai o yaar teraa kissaa to niraalaa ho gayaa ##london## me.n \threedots % #endindian \endsong