% \startsong \stitle{mai.n ko_ii aisaa giit gaa_uu.n ... agar tum kaho}% \film{Yes Boss}% \year{1997}% \starring{Shahrukh Khan, Juhi Chawala, Aditya Pancholi}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n ko_ii aisaa giit gaa_uu.n ki aarazuu jagaa_uu.n agar tum kaho tumako bulaa_uu.n ki palake.n bichhaa_uu.n kadam tum jahaa.n jahaa.n rakho zamii.n ko aasamaa.n banaa_uu.n sitaaro.n se sajaa_uu.n agar tum kaho mai.n ko_ii aisaa giit \threedots mai.n titaliyo.n ke piichhe bhaaguu.n mai.n juganu_o.n ke piichhe bhaaguu.n ye ra.ng hai vo roshanii hai tumhaare paas dono.n laa duu.n jitanii khushbu_e.n baag me.n mile.n mai.n laa_uu.n vahaa.n pe ki tum ho jahaa.n jahaa.n pe ek pal bhii Thaharo mai.n gulistaa.n banaa_uu.n agar tum kaho mai.n ko_ii aisaa giit \threedots agar tum kaho to mai.n sunaa_uu.n tumhe.n hasii.n kahaaniyaa.n sunogii kyaa merii jabaanii ek parii kii daastaa.n yaa mai.n karuu.n tumase bayaa.n ki raajaa se raanii milii thii kahaa.n kahaaniyo.n ke nagar me.n tumhe.n le ke jaa_uu.n agar tum kaho mai.n ko_ii aisaa giit \threedots % #endindian \endsong