% ITRANS SONG \startsong \stitle{mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re}% \film{Dopatta (Pakistani-Film)}% \year{1952}% \starring{Noorjehan, Santosh Kumar, Ajey Kumar}% \singer{Noorjehan}% \music{Firoz Nizami}% \lyrics{Arsh Lucknowi}% % Contributor: V S Rawat, Aug 7, 2004 % Series: NOOR-E-TARANNUM \printtitle #indian ho mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re hawaa ke sa.ng laharaa_uu.N, laharaa_uu.N re ho mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re tuu dharatii par mujhe bulaaye, mujhe bulaaye mai.n aakaash ko jaa_uu.N re \-2 hawaa ke sa.ng laharaa_uu.N, laharaa_uu.N re ho mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re ( juganuu ban kar cham\-cham chamakuu.N u.Datii phiruu.N hawaa_o.n me.n ) \-2 ho barakhaa ban kar chham\-chham barasuu.N ho chham\-chham barasuu.N chhupatii phiruu.N ghaTaa_o.n me.n giit milan ke gaa_uu.N re \-2 hawaa ke sa.ng laharaa_uu.N, laharaa_uu.N re ho mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re ( chandaa kii nagarii me.n jaa kar chhun\-chhun naachuu.N\-gaa_uu.N mai.n ) \-2 ho chandaa taare.n sun\-sun naache.n ho sun\-sun naache.n aisaa giit sunaa_uu.N re uu.Nchaa nagar basaa_uu.N re \-2 hawaa ke sa.ng laharaa_uu.N, laharaa_uu.N re ho mai.n ban pata.ng u.D jaa_uu.N re #endindian \endsong