% ITRANS SONG \startsong \stitle{balaaye.n luu.N mai.n us dil kii jo duniyaa ke liye ro de}% \film{Jawab}% \year{1942}% \starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}% \singer{P C Barua}% \music{Kamal Dasgupta}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian balaaye.n luu.N mai.n us dil kii balaaye.n luu.N mai.n us dil kii jo duniyaa ke liye ro de jahaa.N waalo.n ke ra.nj\-o\-Gam ko apane Kuun se dho de \-2 jalaa ke aashiyaa.N apanaa basaa ke Gair kii mahafil \-2 kisii ke soz\-e\-Gam me.n apane saache dil ko bhii kho de \-2 merii aa.Nkho.n me.n usakii aa.Nkh hii izzat ke qaabil hai \-2 haa.N haa.N izzat ke qaabil hai jo aa.Nsuu ban ke bah jaaye jo aa.Nsuu ban ke bah jaaye usii ko Kud me.n hii kho de \-2 #endindian \endsong