% ITRANS SONG \startsong \stitle{ronaa hai bekaar pagalii ronaa hai bekaar}% \film{Jawab}% \year{1942}% \starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}% \singer{Ranjit Roy, Female Voice?}% \music{Kamal Dasgupta}% \lyrics{Pt Madhur}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian % Kosh names only Ranjit Roy as singer. % But there is a female voice also ra \: ronaa hai bekaar pagalii ronaa hai bekaar \-2 apane man kii baat chhupaatii kuchh puuchho aur kuchh batalaatii tere ye nayanaa kah dete hai.n \-2 jiit hu_ii yaa haar pagalii \-2 hu_ii yaa haar % female are sharaabhii o hushiyaar ( nashe me.n kar dii Kaalii botal aur duniyaa ko kahataa paagal ) \-2 kyuu.N kar man ke giit sunaaye.n kyuu.N kar kyuu.N kar man ke giit sunaaye.n TuuT gayaa siitaar sharaabii \-2 TuuT gayaa siitaar ra \: maanaa ke mai.n huu.N diiwaanaa magar tujhe bhii hai pahachaanaa diiwaane se diiwaane kii ye kaisii takaraar pagalii \-2 ye kaisii takaraar % female ( haa.N\-haa.N haa.N\-haa.N ham dono.n diiwaane ) \-2 gaaye.n paagalapan ke gaane \-2 yahii nashaa pahuu.Nchaa detaa hai \-2 premii ko us paar sharaabii \-2 premii ko us paar #endindian \endsong