% ITRANS SONG \startsong \stitle{har din hai nayaa, har raat niraalii hai}% \film{Shikari}% \year{1946}% \starring{Ashok Kumar, Veera, Paro, Ram Shukul, Leela Mishra, Kishor Kumar}% \singer{Amirbai, Ashok Kumar}% \music{S D Burman}% \lyrics{G S Nepali}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 % Comments: First Film of S D Burman \printtitle #indian amii \: har din hai nayaa ha haa haa haa ha haa har din hai nayaa, har raat niraalii hai asho \: tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai amii \: har din hai nayaa asho \: ha haa haa haa ha haa sunasaan ghanaa ja.ngal amii \: man hai Dar se cha.nchal \-2 asho \: o cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii cha.nchal nadiyaa, tuu pyaase ke paas kahaa.N aa_ii amii \: nadiyaa ko pyaase piyaa kii asho \: priit bulaa laa_ii ja.ngal kii Dagariyaa kaa.NTo.n waalii hai amii \: tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai har din hai nayaa asho \: raat khilii kii, ?? chaa.Nd sii sundar pyaar bharii tum kaun tum kaun \-2 amii \: mai.n terii diiwaanii \-2 prem bhii paa re, ?? bole shikaare, bhed bhare tum kaun \-2 asho \: mai.n raajaa, tum raanii, tum raanii amii \: bharapuur chaman hai rut matawaalii hai asho \: tuu hai dil me.n to roz diwaalii hai amii \: o ho o o o o ho gaur kiyaa to or ?? ho gaur kiyaa to pyaaraa hai kaalii ?? asho \: tum ho merii aa.Nkho.n kii ujiyaalii amii \: chupake\-chupake baate.n hotii.n, chupake hotaa pyaar chupake hotaa pyaar asho \: isii tarah anajaan me.n banataa hai nayaa sa.nsaar amii \: aa aa do \: banataa hai nayaa sa.nsaar ham do pa.nchhii bas ek hii Daalii hai tuu hai dil me.n to roz diiwaalii hai har din hai nayaa #endindian \endsong