% ITRANS SONG \startsong \stitle{ek do tiin chaar ... ruup kii dushman paapii duniyaa}% \film{Jaadoo}% \year{1951}% \starring{Nalini Jaywant, Suresh}% \singer{Shamshad, Chorus}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian ko \: ek do tiin chaar, pachaakaa chikaa chhum \-4 sha \: ruup kii dushman paapii duniyaa maare mohe akhiyaa.N ho mai.n kyaa jaanuu.N raam mai.n kyaa jaanuu.N raam kisii ke lobhii man kii batiyaa.N ( maare akhiyaa.N ko \: pachaakaa chikaa chhum ) \-2 sha \: ek ruup ke laakh pujaarii, gore kaale halake bhaarii kisii ko kyaa maaluum la.Dii hai kis baalam se aa.Nkh hamaarii la.Dii hai kis baalam se aa.Nkh e jii hamase sha \: nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n inase lambii naak hai inakii, aa.Nkho.n pe tishamaa sawaar hai kaa hamase sha \: are nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n inase suukhe gaal hai.n inake, suurat bhii kaalaa bukhaar hai suurat bhii kaalaa bukhaar hai o jii gorii hamase, oh ho sha \: are chhii chhii chhii mai.n kyaa jaanuu.N raam kisii ke lobhii man kii batiyaa.N maare akhiyaa.N ko \: pachaakaa chikaa chhum sha \: maare akhiyaa.N ruup kii dushman paapii duniyaa maare mohe akhiyaa.N ho mai.n kyaa jaanuu.N raam sha \: chhail\-chhabiilaa hai baa.Nkaa baalam ho banii huu.N mai.n jinakii diiwaanii piyaa hii jaane bhed jiyaa kaa kisako sunaa_uu.N pyaar kii baanii kisako sunaa_uu.N mai.n ajii hamako sha \: nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n unako bhe.ngii aa.Nkh hai jinakii, muuchho.n par chhaa_ii bahaar hai kaa hamako sha \: are nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n are unako mukha.Daa chaa.Nd hai jinakaa, naino.n me.n jinake Kumaar hai naino.n me.n jinake Kumaar hai kaun wo sipahiyaa aur ham sha \: are jaa jaa jaa mai.n kyaa jaanuu.N raam kisii ke lobhii man kii batiyaa.N maare akhiyaa.N ko \: pachaakaa chikaa chhum sha \: maare akhiyaa.N ruup kii dushman paapii duniyaa maare mohe akhiyaa.N ho mai.n kyaa jaanuu.N raam #endindian \endsong