% ITRANS SONG \startsong \stitle{mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa}% \film{Mayur Pankh}% \year{1953}% \starring{Kishor Sahu, Sumitra Devi}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian ( mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa ) \-2 o jab se kisii ko basaayaa hai dil me.n \-2 ho ho halachal hai gairo.n kii har mahafil me.n \-2 mere ghar chandaa suuraj chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa o sapano.n me.n wo jab se aane lage hai.n \-2 shaam\-o\-sahar muskaraane lage hai.n \-2 merii ha.Nsii pe ta.Dap chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa o raste me.n kaa.NTe bichhe hai.n to kyaa hai \-2 o zaalim ye pahare lage hai.n to kyaa hai \-2 mai.n jo chaluu.N chhun\-chhun sa.ng chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa #endindian \endsong