% ITRANS SONG \startsong \stitle{shab wohii lekin sitaaraa aur hai}% \film{? (Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Runa Laila}% \music{}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Nov 03, 2004 \printtitle #indian shab wohii lekin sitaaraa aur hai ab safar kaa ista_aaraa aur hai saath to meraa zamii.n detii magar aasamaa.N kaa hii ishaaraa aur hai haarane me.n ik anaa kii baat thii jiit jaane me.n hazaaraa aur hai aur kuchh pal usakaa rastaa dekh luu.N aasamaa.N par ek taaraa aur hai had charaaGo.n kii yahaa.N pe Katm hai aaj se rastaa hamaaraa aur hai #endindian \endsong