% \startsong \stitle{saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa}% \film{Chupke Chupke}% \year{1975}% \starring{Dharmendra, Sharmila, Amitabh, Jaya, Om Prakash, Asrani}% \singer{Kishore, Rafi}% \music{S D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments : kk for amitabh , rafi for dharmendra % \printtitle #indian % r : chal shuruu hojaa ki : uhu.n uhu.n (khaa.nsataa hai) hai haa hai haa (galaa Thiik karataa hai) saa aa a aa aa aa r : are ! bas bas bas bas ! saa pe ruk gayaa aage ba.Dh ki : re r : re ke aage kyA hai ki : gaa r : are vaah vaah vaah vaah! kyA gale me.n taasiir hai ki : ye baat hai ! to maa r : chal vaapas aajaa apanii jagah pe ki : saa re gaa maa r : aahaa ki : maa saa re gaa r : vaah vaah ki : gaa saa re maa r : oho ki : maa gaa re saa r : oh oh oh ki : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa r : pa dha pa maa maa pa maa ga ra pa maa maa ga re saa dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa ki : (giit pahale banA thA, yA banii thI ye saragam ek hii saath huA thA, do dilo.n kA ye sa.ngam ) \- 2 r : pyaar kA ye taraanaa, zamaanaa sun le saa re gaa maa ##one two three four ## dono : saa re gaa maa, maa saa re gaa, gaa saa re maa, maa gaa re saa ki : jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (dhiime) jaise dil milate.n hai.n, vaise sur khilate.n hai.n (tej) r : phuul kab giito.n ke, ho.nTho.n pe khilate.n hai.n ki : tuum tanaanaa, dhin tanaanaa zamaanaa sun le r : saa re gaa maa ##one two three four ## ki : saa re gaa maa r : maa saa re gaa ki : gaa saa re maa r : maa gaa re saa dono : maa gaa re saa ##(at least 5-6 times, from loud to slow)## % #endindian \endsong %