% \startsong \stitle{saath ho tum aur raat javaa.N, nii.nd kise ab chain kahaa.N}% \film{Kaanch Ki Gudiya}% \year{}% \starring{Manoj Kumar, Sayeeda Khan}% \singer{Mukesh, Asha}% \music{Suhrid Kar}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 1996 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % saath ho tum aur raat javaa.N nii.nd kise ab chain kahaa.N kuchh to samajh ai bhole sanam kahatii hai kyaa nazaro.n kii zubaa.N mahakatii havaa, chhalakatii ghaTaa hamase ye dil, sambhalataa nahii.n kii minnate.n, manaakar thake kare.n kyaa ye ab to, bahalaataa nahii.n dekh ke tumako, mahakane lagaa lo bahakane lagaa, hasarato.n kaa jahaa.N ham is raah pe, mile is tarah ke ab umr bhar, na ho.nge judaa mere saaz\-e\-dil kii aavaaz tum mai.n kuchh bhii nahii.n tumhaare binaa aao chale.n ham, jahaa.N pyaar se vo gale mil rahe, hai.n zamii.n aasmaa.n % #endindian \endsong %