% \startsong \stitle{samaa hai suhaanaa suhaanaa, nashe me.n jahaa.N hai}% \film{Ghar Ghar Ki Kahani}% \year{}% \starring{}% \singer{Kishore}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu) % Rajan Parrikar (parrikar@csn.org) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % samaa hai suhaanaa suhaanaa nashe me.n jahaa.N hai kisii ko kisii kii khabar hii kahaa.N hai har dil me.n dekho mohabbat javaa.N hai ##hmm##\threedots kah rahii hai nazar nazar se afasaane ##hmm##\threedots kah rahii hai nazar nazar se afasaane ho rahaa hai asar ke jisako dil jaane dekho ye dil kii ajab daastaa.n hai nazar bolatii hai, dil bezubaa.n hai ##hmm##\threedots samaa hai suhaanaa suhaanaa\threedots ho rahaa hai milan dilo.n kaa mastaanaa ##hmm##\threedots ho rahaa hai milan dilo.n kaa mastaanaa ho gayaa hai koii kisii kaa diivaanaa jahaa.N dilarubaa hai, dil bhii vahaa.N hai jise pyaar kahiye, vahii darmiyaa.N hai ##hmm##\threedots samaa hai suhaanaa suhaanaa\threedots % #endindian \endsong %