% \startsong \stitle{tasaviir terii dil me.n, jis din se utaarii hai}% \film{Maya}% \year{1961}% \starring{Dev Anand, Mala Sinha}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Malini Kanth % Surajit A Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Vinay P Jain % \printtitle #indian % lataa: (tasaviir terii dil me.n, jis din se utaarii hai) - 2 phiruu.N tujhe sa.ng leke, na_e na_e ra.ng leke sapano.n kii mahafil me.n rafii: tasaviir terii dil me.n, jis din se utaarii hai phiruu.N tujhe sa.ng leke, na_e na_e ra.ng leke sapano.n kii mahafil me.n, tasaviir terii dil me.n lataa: (maathe kii bi.ndiyaa tuu hai sanam naino.n kaa kajaraa, piyaa teraa Gam) - 2 nain kiye niiche niiche, rahuu.N tere piichhe piichhe chaluu.N kisii ma.nzil me.n, tasaviir terii dil me.n ... rafii: (tumase nazar jab ga_ii hai mil jahaa.N hai qadam tere, vahii.n meraa dil) - 2 jhuke jahaa.N palake.n terii, khule jahaa.N zulfe.n terii rahuu.N usii ma.nzil me.n, tasaviir terii dil me.n ... lataa: (tuufaan uThaaegii duniyaa magar ruk na sakegaa dil kaa safar) - 2 rafii: yuu.Nhii nazar milatii hogii, yuu.Nhii shamaa jalatii hogii terii merii ma.nzil me.n lataa: tasaviir terii dil me.n, jis din se utaarii hai phiruu.N tujhe sa.ng leke, na_e na_e ra.ng leke sapano.n kii mahafil me.n rafii: tasaviir terii dil me.n, jis din se utaarii hai phiruu.N tujhe sa.ng leke, na_e na_e ra.ng leke sapano.n kii mahafil me.n dono.n: tasaviir terii dil me.n % #endindian \endsong %