% \startsong \stitle{unhe.n kho kar dukhii dil kii duaa se aur kyaa maa.Nguu.N}% \film{Angaare}% \year{1954}% \starring{Nargis, Naseer Khan, Nanda, Paro, Pran}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/29/1996 % Credits: Balaji A.S. Murthy (fj076@cleveland.freenet.edu) % ADhareshwar@worldbank.org % \printtitle #indian % unhe.n khokar dukhii dil kii duaa se aur kyaa maa.Nguu.N mai.n hairaa.n huu.N ki aaj apanii vafaa se aur kyaa maa.Nguu.N girahbaa.n chaak hai, aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu lab pe aahe.n hai.n \-2 yahii kaafii hai, duniyaa kii havaa se aur maa.Nguu.N unhe.n khokar \threedots merii barbaadiyo.n kii daastaa.n, un tak pahu.nch jaae sivaa isake mohabbat ke Kudaa se aur kyaa maa.Nguu.N unhe.n khokar \threedots % #endindian \endsong %