% \startsong \stitle{ye meraa diivaanaapan hai, yaa muhabbat kaa suruur}% \film{Yahudi}% \year{1958}% \starring{Sohrab Modi, Dilip Kumar, Meena Kumari}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shahryar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % dil se tujhako bedilii hai, mujhako hai dil kaa guruur tuu ye maane ke na maane, log maane.nge zuruur ye meraa diivaanaapan hai, yaa muhabbat kaa suruur tuu na pahachaane to hai ye, terii nazaro.n kaa qusuur ye meraa diivaanaapan hai \threedots dil ko terii hii tamannaa, dil ko hai tujhase hii pyaar chaahe tuu aae na aae, ham kare.nge i.ntazaar ye meraa diivaanaapan hai \threedots aise viiraane me.n ik din, ghuT ke mar jaae.nge ham jitanaa jii chaahe pukaaro, phir nahii.n aae.nge ham ye meraa diivaanaapan hai \threedots % #endindian \endsong %