% \startsong \stitle{ab chaar dino.n kii chhuTTii hai}% \film{Aas Ka Panchhi}% \year{1961}% \starring{Shashikala}% \singer{Rafi, chorus}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % %\printtitle #indian % zamii.n kaaGaz kii ban jaaye, samundar roshanaaI kaa bayaa.N phir bhii na hogaa hamase yah kissaa judaaI kaa chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai ko : ab chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai dil apanaa abhii se dha.Dake hai dekhe.nge unhe.n to kyaa hogaa ham hosh bhii apane kho de.nge mastii se bharaa jalavaa hogaa vah saamane ho phir aaye mazaa, kuchh kahanaa hai, kuchh sunanaa hai ko : ab chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai vo bhii to hamaarii raaho.n me.n zulfo.n ko sa.Nvaare aaye.nge aur phuul chamelii ke gajare khush ho ke hame.n pahanaaye.nge ab chaa.Nd kii tarah chamakanaa hai, suuraj kii tarah se nikalanaa hai ko : ab chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai aa.Nkho.n me.n javaa.N shiqave ho.nge, ho.nTho.n pe ha.Nsii laharaayegii saaGar se milegii jab nadiyaa tuufaan pe raunak aayegii ab baadal banake barasanaa hai, maujo.n kii tarah se ubharanaa hai ko : ab chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai vah hamase kahe.nge sharamaake, parades gaye the kyaa laaye ham unase kahe.nge jaan\-e\-jahaa.n dil apanaa bachaa ke le aaye ab aa.nkh milaao baat karo, ham saamane hai.n kyaa pad.raa hai ko : ab chaar dino.n kii chhuTTi hai aur unase jaa kar milanaa hai jis maa.Ng ne dil ko maa.Ng liyaa us maa.Ng me.n taare bharana hai % #endindian \endsong %