% ITRANS Song # % \startsong \stitle{raushanii apanii uma.ngo.n kii}% \film{Nadan}% \year{1943}% \starring{Noorjehan, Masood}% \singer{Noorjehan}% \music{K Datta}% \lyrics{Zia Sarhadi}% % % Audio on: Melodies Forever- Noor Jehan, EMI UK % Contributor: Pulkit Sharma % Transliterator: Pulkit Sharma % Date: 2 Feb 2005 % Series: Noor-e-Tarannum % Comments: % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % raushanii apanii uma.ngo.n kii luTaa kar chal diye\-2 apanii qismat ke diye ham Kud bujhaa kar chal diye\-2 raushanii apanii uma.ngo.n kii luTaa kar chal diye jinase milane kii du_aa karate rahe ham umr bhar jab vo pahu.Nche ham nazar apanii jhukaa kar chal diye raushanii apanii uma.ngo.n kii luTaa kar chal diye vo terii qismat se ban jaataa hai dushman teraa dost aa.a.a.a.a vo terii qismat se ban jaataa hai dushamn teraa dost ham yahaa.N har dost ko dushman banaa kar chal diye dekhane aur sunane vaalo.n ko pasa.nd aa_e naa aa_e\-2 jo kisii dil kii kahaanii ham sunaa kar chal diye\-2 raushanii apanii uma.ngo.n kii luTaa kar chal diye % #endindian \endsong