% ITRANS Song # % \startsong \stitle{jaa re jaa mai.n tose naa boluu.n}% \film{Mr. Romeo}% \year{1973}% \starring{Shashi Kapoor, Rinku Jaiswal}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV % Contributor: Abhijit Deonath % Transliterator: Abhijit Deonath % Date: 10 Mar 2005 % Series: GEETanjali, THGHT % Comments: Credits: Saikat Choudhary % generated using www.giitaayan.com % \printtitle #indian % o o o ( jaa re jaa mai.n tose naa boluu.n) 2 samajhaa hai kyaa tuune mujhe daulat se mai.n dil ko naa toluu.n jaa re jaa \.\.\. ( merii nazar me.n hai teri nazar kii mastii merii judaa tujhase koii nahii.n hai hastii ) 2 jo tuu wo mai.n huu.N aur kuchh nahii.n huu.N mai.n warnaa sa.ng tere kyuu.n Doluu.n jaa re jaa \.\.\. ( maanaa jaruurii hai paisaa nahii.n par aisaa paisaa bahut dekhaa dekhaa nahii.n tum jaisaa ) 2 le aaye tuu hii re to bhii naa maanu do miiThe baato.n se khush ho luu.n jaa re jaa \.\.\. ( kaisii suhaanii hai saawan kii lambii raate.n aajaa muhabbat kii chhe.De.n wahii phir baate.n ) 2 tuu merii baiyaa ko thaam aa re saiyaa sharamaauu.n mai.n ghu.nghaT naa kholuu.n jaa re jaa \.\.\. % #endindian \endsong