% ITRANS Song # % \startsong \stitle{baar baar tohe kyaa samajhaaye}% \film{Aarti}% \year{1962}% \starring{Meena Kumar, Ashok Kumar, Pradeep Kumar}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Date: 7 Aug 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % baar\-baar tohe kyaa samajhaaye paayal kii jha.nkaar? \- kyaa? tere bin saajan laage na jiyaa hamaar chhup\-chhup ke karataa hai ishaare chandaa sau\-sau baar \- kyaa? aa tohe sajanii le chaluu.N nadiyaa ke paar tere bin saajan \threedots chalate\-chalate ruk gaye kyo.n sajan mere? milate\-milate jhuk gaye kyo.n nayan tere? jhuke\-jhuke nainaa karate hai.n tum se ye iqaraar \- kyaa? tere bin saajan laage na jiyaa hamaar aa tohe sajanii le chaluu.N nadiyaa ke paar dariyaa uupar chaa.Ndanii aa_ii sa.Nbhal\-sa.Nbhal in laharo.n par man meraa gayaa machal\-machal ek baat kahataa huu.N tum se na karanaa i.nkaar \- kyaa? aa tohe sajanii le chaluu.N nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiyaa hamaar na biite ye raat ham milate hii rahe.n bas taaro.n kii chhaa.Nv me.n chalate hii rahe.n naam teraa le\-\le kar gaaye dha.Dakan kaa har taar \- kyaa? o, tere bin saajan laage na jiyaa hamaar baar\-baar tohe kyaa samajhaaye paayal kii jha.nkaar? tere bin saajan laage na jiyaa hamaar aa tohe sajanii le chaluu.N nadiyaa ke paar % #endindian \endsong