% ITRANS Song # % \startsong \stitle{labo.n se chuum lo}% \film{Aastha}% \year{1996}% \starring{Om Puri, Rekha, Navin Nischal}% \singer{Sriradha Banerjee}% \music{Sharang Dev}% \lyrics{Gulzar}% % % Audio on: HMV (Saregama India Ltd) % Tags: % Contributor: Manpreet S Banwait % Transliterator: % Date: 10 Feb 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % labo.n se chuum lo, aa.Nkho.n se thaam lo mujhako tum hii se janmuu.n to shaayad mujhe panaah mile [Gulzar: do sau.nDhe sau.nDhe se jism jis waqt ek muThThii me.n so rahe the bataa to us waqt mai.n kahaa.N thaa bataa to us waqt tuu kahaa.N thii] mai.n aarazuu kii tapish me.n pighal rahii thii kahii.N tumhaare jism se hokar nikal rahii thii kahii.N baDe hasiin the jo raah me.n gunaah mile tum hii se janmuu.n to shaayad \threedots [Gulzar: tumhaarii lau ko pakaDake jalane kii aarazuu me.n jab apne hii aap se lipaT ke sulag rahaa thaa bataa to us waqt mai.n kahaa.N thaa bataa to us waqt tuu kahaa.N thii] tumhaarii aa.Nkho.n ke saahil se duur duur kahii.N mai.n Dhuu.nDhatii thii mile khushabuu_o.n kaa nuur kahii.N wahii.N rukii huu.N jahaa.N se tumhaarii raah mile tum hii se janmuu.n to shaayad \threedots % #endindian \endsong