% ITRANS Song # % \startsong \stitle{yaaraa rab}% \film{Socha Na Tha}% \year{2005}% \starring{Abhay Deol, Ayesha Takia}% \singer{Sonu Nigam, Sanjivani}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Irshad Kamil}% % % Audio on: % Tags: Soft romantic % Contributor: Anand Srinivasan % Transliterator: Anand Srinivasan % Date: 9 Jul 2006 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20060924. % \printtitle #indian % ##F##: o yaaraa rab rus jaane de diivaanaa jag chhuT jaane de mai.n teraa dil banake rahuu.N begaane dil TuT jaane de ab saathiyaa, nayii ma.nzile.n nayaa raastaa hai tumhaaraa hamaaraa ##M##: o yaaraa \threedots ##M##: zamaane ko chho.D de.n, rivaajo.n ko to.D de.n TuuTe.n na sapane kabhii, hai.n naazuk ye sapane sabhii ##F##: o bahatii havaao.n ko bhii, aa milake mo.D de.n ##M##: aisaa iraadaa kare.n, aa dono.n vaadaa kare.n ##F##: o ab saathiyaa, iraadaa yahii hai vaadaa yahii tumhaaraa hamaaraa ##B##: o yaaraa \threedots ##F##: tumako hii dekhaa kare.n, tumako hii sochaa kare.n ruuThe tumhii.n the sanam, tumase hii vaadaa kare.n ##M##: jitanaa karuu.N pyaar mai.n, utanaa koii naa kare.n ##F##: aisaa koii ho jahaa.N, ho.n apane zamii.n aasmaa.N ##M##: ab saathiyaa, aisaa jaahaa.N banegaa yahaa.N tumhaaraa hamaaraa ##B##: o yaaraa \threedots % #endindian \endsong