% ITRANS Song #21077 % \startsong \stitle{OM jay jagadiish hare}% \film{Abdullah}% \year{1980}% \starring{Raj Kapoor, Zeenat Aman, Parveen Babi, Sanjeev Kumar}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Traditional}% % % Audio on: % Tags: devotional, bhakti % Contributor: Pramod Harvey % Transliterator: Pramod Harvey % Date: 2 Oct 2006 % Series: % Comments: I've borrowed heavily from the ITRANScription from Venkatasubramanian K Gopalakrishnan and Ramnarine Ragbir (see: http://s94437128.onlinehome.us/isb/cisb/1396.isb) of the “original� bhajan. In this version from the movie some extra lines have come and many more deleted that is why I’m contributing the lyrics here. I’ve also provided the repetitions. Maybe somebody can check up who really stars in this song. Is it Farida Jalal? % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % OM jay jagadiish hare svaamii jay jagadiish hare bhakt jano.n ke sa.nkaT daas jano.n ke sa.nkaT kShaN me.n duur kare OM jay jagadiish hare maat pitaa tum mere sharaN gahuu.N mai.n kisakii prabhu sharaN gahuu.N mai.n kisakii tum bin aur na duujaa prabhu bin aur na dujaa aas karuu.N mai.n jisakii, OM jay jagadiish hare tum karuNaa ke saagar tum paalanakartaa svaamii tum paalanakartaa mai.n muurakh khal kaamii mai.n sevak tum svaamii kR^ipaa karo bhartaa OM jay jagadiish hare tum puuraN paramaatmaa tum a.ntaryaamii prabhu tum a.ntaryaamii paarabrahma parameshvar paarabrahma parameshvar tum sabake svaamii OM jay jagadiish hare jay jagadiish hare svaamii jay jagadiish hare bhakt jano.n ke sa.nkaT daas jano.n ke sa.nkaT kShaN me.n duur kare OM jay jagadiish hare % #endindian \endsong