% ITRANS Song #21269 % \startsong \stitle{phuul hai bahaaro.n kaa baaG hai nazaaro.n kaa}% \film{Jigri Dost}% \year{1969}% \starring{Mumtaz, Jeetendra}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: SaReGaMa % Tags: % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 11 Aug 2007 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % lataa : phuul hai bahaaro.n kaa, baaG hai nazaaro.n kaa aur chaa.Nd hotaa hai sitaaro.n kaa meraa tuu tuu hii tuu rafii : haa.N mauj hai kinaaro.n kii, raat beqaraaro.n kii aur rimajhim saavan kii phuhaaro.n kii merii tuu tuu hii tuu kabhii kahii.n, mai.n kho jaa_uu.N, kahaa.N Dhuu.N.Dhe kahaa.N jaa_e meraa pataa phir tuu kisase puuchhe lataa : jisake jii me.n tuu basaa hai, jisake dil me.n tuu chhupaa hai vo tujhe galiyo.n me.n kyuu.N Dhuu.N.Dhe vo tujhe galiyo.n me.n kyuu.N Dhuu.N.Dhe rafii : haa haa jaam hai mastaane kaa, ishq hai diivaane kaa aur tiir hotaa hai nishaane kaa merii tuu tuu tuu, tuu hii tuu lataa : o diivaane, mai.nne aisaa kyaa kahaa hai, kyaa hu_aa hai tuune dil kyuu.N thaam liyaa hai rafii : o hasiinaa, kyaa bataa_uu.N, tere dil ne mere dil ko pyaar bharaa paiGaam diyaa hai haa haa lataa : riit hai zamaane kii, baat hai fasaane kii aur shammaa hotii hai paravaane kii meraa tuu tuu hii tuu rafii : haa mauj hai kinaaro.n kii \threedots lataa : meraa tuu tuu hii tuu % #endindian \endsong