% ITRANS Song #21309 % \startsong \stitle{saawan nahii.n bhaado.n nahii.n}% \film{Kudrat}% \year{1981}% \starring{Hema Malini, Vinod Khanna, Rajesh Khanna, Priya Rajvansh, Aruna Irani}% \singer{Suresh Wadkar, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Audio on: HMV % Tags: % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 26 Oct 2007 % Series: THGHT % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % o saawan nahii.n bhaado.n nahii.n saawan nahii.n bhaado.n nahii.n o bi.ndiyaa waalii bataa bin baadal bijalii kidhar chamakii ho bin baadal bijalii kidhar chamakii ha aa ha aa ( tuune abhii dekhaa hai kyaa ) 2 apanii nazar to uThaa bin baadal bijalii idhar chamakii ho o bin baadal bijalii idhar chamakii are ( sunakara ke mele kii dhuum ham aaye hai.n tumhare gaa.Nv ) 2 haa.N ( gorii sa.Nbhaalo hame.n kar do chunariyaa kii chhaa.Nv ) 2 are ( dil pe kahii.n gir na pa.De ) 2 dha.Dake hamaaraa jiyaa ( bin baadal bijalii kidhar chamakii ) 2 ( dikhatii nahii.n sar pe dhuup saawan ke andhe ho kyaa ) 2 ( bijalii kahaa.N baaware goraa badan hai meraa ) 2 are ( chho.Do kamar bal khaa ga_ii ) 2 to jhuume meraa jhumakaa ho bin baadal bijalii idhar chamakii ho o bin baadal bijalii idhar chamakii o saawan nahii.n bhaado.n nahii.n saawan nahii.n are bhaado.n nahii.n o bi.ndiyaa waalii bataa bin baadal bijalii idhar chamakii ( o bin baadal bijalii idhar chamakii ) 3 % #endindian \endsong