% ITRANS Song #21355 % \startsong \stitle{ek chamelii ke ma.N.Dave tale}% \film{Cha Cha Cha}% \year{}% \starring{Chandrashekhar, Helen}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Iqbal Qureshi}% \lyrics{Makhdoom Mohiuddin}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Pavan K Desikan % Transliterator: Pavan K Desikan % Date: 13 Jul 2008 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % dono: ek chamelii ke ma.N.Dave tale\-2 maikade se zaraa duur us mo.D par\-2 do badan pyaar kii aag me.n jal gaye ek chameli \threedots \-2 rafii: pyaar harf\-e\-vafaa, pyaar unakaa Kudaa\-2 pyaar unakii chitaa, aa aa aa aa dono: do badan pyaar kii aag me.n jal gaye\-2 ek chameli \threedots \-2 dono: os me.n bhiigate, chaa.Ndanii me.n nahaate hue\-2 jaise do taazaa\-ruu, taazaadam phuul, pichhale pahar \-2 Tha.NDii Tha.NDii subuk\-ruu chaman kii havaa\-2 sar pe maatam huii \-3 rafii: kaalii kaalii laTo.n se lipaT, garm ruKsaar par ek pal ke liye ruk gayii dono: do badan pyaar kii, aag me.n jal gaye\-2 ek chameli \threedots \-2 aa aa dono: hamane dekhaa unhe.n din me.n aur raat me.n nuur\-o\-zulmaat me.n hamane dekhaa unhe.n hamane dekhaa unhe.n \threedots zulmaat me.n rafii: masjido.n kii miinaaro.n ne dekhaa unhe.n aashaa: mandiro.n ke kivaa.Do.n ne dekhaa unhe.n rafii: maikade kii daraa.Do.n ne dekhaa unhe.n dekhaa unhe.n\-2 dono: do badan pyaar kii aag me.n jal gaye\-2 ek chameli \threedots \-2 aa aa dono: ye bataa chaaraagar terii zambiil me.n, terii zambiil me.n ye bataa chaaragar ye bataa chaaraagar terii zambiil me.n, terii zambiil me.n rafii: nusKaa\-e\-kiimiyaa\-e\-muhabbat bhii hai aashaa: nusKaa\-e\-kiimiyaa\-e\-muhabbat bhii hai rafii: kuchh ilaaj\-o\-madaavaa\-e\-ulfat bhii hai ulfat bhii hai \-2 dono: do badan pyaar kii aag me.n jal gaye \-2 ek chameli \threedots \-2 % #endindian \endsong