% ITRANS Song #21397 % \startsong \stitle{kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa?}% \film{Salaam Mem Saheb}% \year{1961}% \starring{Subbiraj, Kumkum}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Audio on: % Tags: % Contributor: Vijay Kumar K % Transliterator: Vijay Kumar K % Date: 8 Feb 2009 % Series: GEETanjali % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % ra: kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa? aa: ham se kyaa vaastaa hai janaab kaa? ra: are are aap to biga.Dane lage aa: nahii.n nahii.n aap ko samajhane lage ra: kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa\threedots ra: (jis din se pyaar huaa dil beqaraar huaa jiinaa dush_vaar huaa terii qasam) -2 aa: yuu.N na sataayaa karo dil na jalaayaa karo qasame.n na khaayaa karo jhuuThe balam ra: teraa diivaanaa huu.N terii qasam aa: kyaa bharosaa hai mardo.n kii zaat kaa? ra: kyaa iraadaa hai aaKir janaab kaa? aa: are are aap to biga.Dane lage ra: nahii.n nahii.n aap ko samajhane lage aa: kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa\threedots aa: (nazaro.n ne jaan liyaa dil ne pahachaan liyaa lo ham ne maan liyaa apanaa tumhe.n) -2 ra: mushkil se baat banii dil ko bas hai ye Kushii tum ne samajhaa to sahii apanaa hame.n aa: dekho jii aise na dekho hame.n ra: o, saaraa jhaga.Daa thaa itanii sii baat kaa? aa: ham se kyaa vaastaa hai janaab kaa? ra: are are aap to biga.Dane lage aa: nahii.n nahii.n aap ko samajhane lage ra: kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa\threedots ra: (ye rut ye pyaaraa samaa dil kii duniyaa hai javaa.N ye baate.n roz kahaa.N jaan-e-vafaa) -2 aa: aise me.n dil bhii meraa mastii me.n jhuum uThaa halkaa-halkaa saa nashaa chhaane lagaa do: ab zi.ndagii kaa mazaa aane lagaa aa: ham se kyaa vaastaa hai janaab kaa? ra: are are aap to biga.Dane lage aa: nahii.n nahii.n aap ko samajhane lage ra: kahiye kaisaa mizaaj hai aap kaa\threedots % #endindian \endsong