% \startsong \stitle{mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N}% \film{Bindiya}% \year{1960}% \starring{Balraj Sahni, Padmini, Jagdeep}% \singer{Rafi}% \music{Iqbal Qureshi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Sanjeev Rambhadran % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % mai.n apane aap se ghabaraa gayaa huu.N mujhe ai zi.ndagii diivaanaa kar de kahaa.N se ye fareb\-e\-aarazuu mujhako kahaa.N laayaa jise mai.n puujataa thaa aaj tak nikalaa vo ik saayaa Kataa dil kii hai mai.n sharamaa gayaa huu.N mai.n apane aap se \threedots ba.De hii shauq se ik Kvaab me.n khoyaa huaa thaa mai.n ajab mastii bharii ik nii.nd me.n soyaa huaa thaa mai.n khulii jab aa.Nkh to thar.raa gayaa huu.N mai.n apane aap se \threedots % #endindian \endsong %