% \startsong \stitle{mere ruuThe hue balamaa, ajii ruuThe hue chandaa}% \film{Bawre Nain}% \year{1950}% \starring{Raj Kapoor, Geeta Bali}% \singer{Rajkumari}% \music{Roshan}% \lyrics{Kedar Sharma}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % mere ruuThe hue balamaa ajii ruuThe hue chandaa chalo ab maan bhii jaao hamaare paas to aao merii gustaakh nazare.n jhuk gayii ab to taras khaao chalo ab maan bhii jaao hamaare paas to aao \threedots javaani me.n javaa.N nazaro.n se nazare.n la.D hii jaatii hai.n mai.n samajahaa luu.Ngii nazaro.n ko tum apane dil ko samajhaao chalo ab maan bhii jaao hamaare paas to aao \threedots tumhaare reshamii ho.nTho.n se jo nikalaa hai vo sach hai joi mai.n niichii nazar se kah gayii vo bhii samajh jaao chalo ab maan bhii jaao hamaare paas to aao \threedots jo aise mu.Nh banaao aur bhii lagate ho tum pyaare nayii dulhan saje ho tum to lo ghuu.NghaT me.n sharamaao chalo ab maan bhii jaao hamaare paas to aao \threedots % #endindian \endsong %