% \startsong \stitle{aa.Nkho.n se duur duur}% \film{Mashaal}% \year{1950}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Hrishi Dixit % Transliterator: Hrishi Dixit % Date: Jan 28, 2000 % Credits: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % aa.Nkho.n se duur duur aa.Nkho.n se duur duur hai.n par dil ke paas jo kaun hai.n mere vo, ho kaun hai.n mere vo koii bataa do re mujhe koii bataa do kaun hai.n mere vo aa.Nkho.n se duur duur aa.Nkho.n se duur duur hai.n par dil ke paas jo kaun hai.n mere vo, ho kaun hai.n mere vo gupachup mere man me.n jo base kaun hai.n vo miit mere kaun hai.n vo miit kyaa unase merii hai ko_ii puurab janam kii priit puurab janam kii priit pahalii hii mulaaqaat me.n apane hii lage jo kaun hai.n mere vo aa.Nkho.n se duur duur \threedots ek miiThii sii ulajhan me.n ulajhaa hai meraa jii ulajhaa hai meraa jii praaNo.n kaa papiihaa bhii pal pal pukaare pii pal pal pukaare pii mai.n aaj kinake naam kii mai.n aaj kinake naam kii maalaa rahii piro kaun hai.n mere vo aa.Nkho.n se duur duur \threedots duniyaa me.n sabhii se hai niraalaa meraa anuraag niraalaa meraa anuraag baahar se kuchh na dekhuu.N bhiitar jale chiraag bhiitar jale chiraag mai.n unako chaahatii huu.N mai.n unako chaahatii huu.N jaanuu.N nahii.n jinako kaun hai.n mere vo aa.Nkho.n se duur duur aa.Nkho.n se duur duur hai.n par dil ke paas jo kaun hai.n mere vo, ho kaun hai.n mere vo kaun hai.n mere vo, ho kaun hai.n mere vo % #endindian \endsong %