% \startsong \stitle{baaho.n me.n chale aao, hamase sanam kyaa paradaa}% \film{Anamika}% \year{1972}% \starring{Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Malini K. Murthy (fl849@cleveland.Freenet.Edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Wed Aug 2 1995 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % baaho.n me.n chale aao ho, hamase sanam kyaa paradaa \-2 sh, sh, sh, sh, sh, sh baaho.n me.n chale aao\threedots (chale hii jaanaa hai, nazar churaake yuu.N phir thaamii thii saajan tumane merii kalaa_ii kyo.n) \-2 kisii ko apanaa banaa ke chho.D de aisaa koii nahii.n karataa sh, sh, sh, sh, sh, sh baaho.n me.n chale aao\threedots (kabhii kabhii kuchh to, kaho piyaa hamase e, kam\-se\-kam aaj to khulake milo zaraa hamase) \-2 hai raat apanii, jo tum ho apane, kisii kaa phir hame.n Dar kyaa sh, sh, sh, sh, sh, sh baaho.n me.n chale aao\threedots % #endindian \endsong %