% \startsong \stitle{ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa}% \film{Dhun}% \year{1953}% \starring{Nargis, Raj Kapoor, Motilal}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaif Irfani}% % % Contributor: U.V. Ravindra % Transliterator: U.V. Ravindra % Date: November 3, 2000 % Credits: % Comments: GEETanjali series % \printtitle #indian % ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa ha.Nsii ek baar aayii hai, to ronaa laakh baar aayaa ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots bharaa ashko.n se vo daaman jise phuulo.n se bhar_naa thaa mujhe is bevafaa duniyaa.N pe ronaa baar baar aayaa ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots vafaa ta.Dapii Kushii ro_ii luTe aramaa.N ha.Nsii duniyaa.N jo aa.Nsuu aa.Nkh me.n aayaa, vo ho kar beqaraar aayaa ba.Dii barabaadiyaa.N le kar merii duniyaa.N me.n pyaar aayaa ha.Nsii ek baar aayii hai, to ronaa laakh baar aayaa ba.Dii barabaadiyaa.N le kar \threedots % #endindian \endsong %