% \startsong \stitle{badaraa le jaa niir hamaare, jaa ke baras saajan ke dvaare}% \film{non-Film}% \starring{}% \singer{Runa Laila}% \music{???}% \lyrics{???}% % % Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % saavan aayaa badaraa barase barasan laagii a.Nkhiyaa.N kuhuk uThe hai man me.n mere biite na mose ratiyaa.N badaraa le jaa niir hamaare \-2 jaa ke baras saajan ke dvaare \-2 badaraa le jaa niir hamaare aas kaa daaman haath se chhuuTaa \-2 bairii jag ne pyaar me.n luuTaa \-2 pii kaa har vaadaa hai jhuThaa \-2 jhuuThe pyaar ke ba.ndhan saare \-2 badaraa le jaa niir hamaare \-2 kab se gae ho kab aaoge \-2 kab suuratiyaa dikhalaaoge \-2 darshan pyaase nain bechaare \-2 badaraa le jaa niir hamaare \-2 kahanaa mere pii se jaake \-2 bhuule kyo.n pardes me.n jaake \-2 baiThii huu.N aas kaa diip jalaae \-2 aane kii tere raah savaare \-2 badaraa le jaa niir hamaare le jaa niir hamaare \-3 badaraa le jaa niir hamaare % #endindian \endsong %