% \startsong \stitle{ham hai.n tere diivaane gar tuu buraa na maane}% \film{Shabistan}% \year{1951}% \starring{Naseem Shyam}% \singer{Talat, Geeta, Chitalkar}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Neha Desai % Comments: % \printtitle #indian % ham hai.n tere diivaane gar tuu buraa na maane kisse hai.n ye puraane gar tuu buraa na maane ye goraa goraa mukha.Daa ye chaa.Nd sii javaanii dharatii pe jaise aayii ik aasamaa.N kii raanii are hamako chalaa banaane, gar tuu buraa na maane ham hai.n tere diivaane \threedots pahalii nazar me.n tum ne apanaa banaa liyaa hai ab apane nazar se puuchho meraa qusuur kyaa hai are ye hai.n tere bahaane, gar tuu buraa na maane ham hai.n tere diivaane \threedots sapane sajaa sjaa kar ik mahala mai.n banaa_uu.N raanii tumhe.n banaa kar us me.n tumhe.n biThaa_uu.N ye to hai.n jel_khaane, gar tuu buraa na maane ham hai.n tere diivaane \threedots % #endindian \endsong %