% \startsong \stitle{saavan ke mahiine me.n ik aag sii siine me.n}% \film{Sharaabi}% \year{}% \starring{Dev Anand}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % sochataa huu.N ki piyuu.N piyuu.N na piyuu.N Taak daaman ke siyuu.N siyuu.N na siyuu.N dekh kar jaam kashamakash me.n huu.N kyaa karuu.N mai.n jiyuu.N jiyuu.N haay! na jiyuu.N saavan ke mahiine me.n ik aag sii siine me.n lagatii hai to pii letaa huu.N do chaar gha.Dii jii letaa huu.N saavan ke mahiine me.n chaa.Nd kii chaal bhii hai bahakii huii raat kii aa.Nkh bhii sharaabii hai saarii kudarat nashe me.n hai chuur are mai.n ne pii lii to kyaa kharaabii hai saavan ke mahiine me.n \threedots % % Fast version % baraso.n chhalakaaye mai.n ne ye shiishe aur ye pyaale kuchh aa j pilaa de aisii jo mukjahko hii pii Daale har roz to yuu.N hii dil ko bahakaa ke mai.n pii letaa huu.N do chaar gha.Dii jii letaa huu.N \threedots lambe jiivan se achchaa vo ik pal jo apanaa ho us pal ke baad ye duniyaa kyaa Gam hai agar sapanaa ho kuchh soch ke aisii baate.n ghabaraa ke mai.n pii letaa huu.N do chaar gha.Dii jii letaa huu.N \threedots maikhaane me.n aayaa huu.N mausam kaa ishaaraa paa ke dam bhar ke liye baiThaa huu.N ra.ngiin sahaaraa paa ke saathii jo terii zidd.h hai to sharamaa ke mai.n pii letaa huu.N do chaar gha.Dii jii letaa huu.N \threedots % #endindian \endsong %