% \startsong \stitle{kar ke badanaam merii nii.nde.n haraam}% \film{Baghi}% \year{1953}% \starring{Naseem, Ranjan, Shammi}% \singer{Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % chhe.D yuu.N karatii hai duniyaa tere naam ke saath ha.Ns ke letii hai meraa naam tere naam ke saath kar ke badanaam merii nii.nde.n haraam kahaa.N chalaa gayaa tuu kahaa.N chalaa gayaa karane ko baate.n karuu.N tujh se Kayaalo.n me.n phir bhii na maane dil to kyaa karuu.N kab tak bhigoyaa karuu.N ashko.n se palake.n kab tak judaa_ii me.n aahe.n bharuu.N jab se huii shaam mujhe rone se kaam kahaa.N chalaa gayaa \threedots bhaTake nazar merii ban me.n chaman me.n chain mai.n dil kaa kahii.n bhii paa_uu.N na dil me.n bha.Dak chale shole judaa_ii ke haay inhii.n me.n kahii.n jal jaa_uu.N na ho na badanaam kahii.n teraa hii naam kahaa.N chalaa gayaa \threedots % #endindian \endsong %