% \startsong \stitle{meraa pyaar haar gayaa haay re}% \film{Naagin}% \year{}% \starring{Niilo}% \singer{Zubeida Khanum}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Urzung Khan % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: May 25,2001 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % ro rahii hai.n hasarate.n milanaa bahut dushvaar hai is taraf mai.n us taraf tuu darmiyaa.N diivaar hai meraa pyaar haar gayaa haay re maa.Ngii Kushii duHkh paaye re ko_ii kahaa.N ab jaaye re meraa pyaar haar gayaa haay re baras rahii hai.n aa.Nkho.n se chham chham, bin baadal barasaate.n ojhal ho gayaa chaa.Nd nazar se naagin ban ga_ii raate.n haay naagin ban ga_ii raate.n dil baar baar ghabaraaye re maa.Ngii Kushii duHkh paaye re ko_ii kahaa.N ab jaaye re meraa pyaar haar gayaa haay re be\-par huu.N mai.n paas tumhaare kaise u.D kar jaa_uu.N sar Takaraa kar is pi.njare se mai.n naa kahii.n mar jaauu.N haay mai.n naa kahii.n mar jaauu.N roye.n nain chain nahii.n aaye re maa.Ngii Kushii duHkh paaye re ko_ii kahaa.N ab jaaye re meraa pyaar haar gayaa haay re % #endindian \endsong %