% \startsong \stitle{ThaNDii ThaNDii havaa puuchhe unakaa pataa}% \film{Johnny Walker}% \year{1957}% \starring{Johnny Walker, Shyama}% \singer{Geeta, Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: Mar 19, 2001 % \printtitle #indian % aa: laa laa laa laa raa raa raa u.N huu.N huu.N aa haa haa haa aa: ThaNDii ThaNDii havaa puuchhe unakaa pataa laaj aa_e sakhii kaise duu.N mai.n bataa gii: ham se Daratii ho kyo.n aahe.n bharatii kyo.n mu.Nh se kuchh to kaho us pe maratii ho kyo.n tum ho aisii adaa jis pe duniyaa fidaa hai vo kitanaa hasiin jis pe tum ho fidaa aa: ThaNDii ThaNDii havaa \threedots aa: dil se puuchhuu.N mere us me.n kyaa baat hai vo uma.ngo.n bharii chaa.Ndanii raat hai chaa.Nd jab jab uThaa usako dekhaa kiyaa har sitaare kaa dil phir to dha.Dakaa kiyaa ThaNDii ThaNDii havaa \threedots gii: yuu.N na ta.Dapaa_o jii ab bataa do hame.n laa ke tasaviir hii tum dikhaa do hame.n dard ba.Dhane lagaa siinaa jalane lagaa dil hamaaraa bhii dekho machalane lagaa aa: ThaNDii ThaNDii havaa \threedots % #endindian \endsong %