% \startsong \stitle{duur desh kaa rahane vaalaa aayaa}% \film{Jawab}% \year{1942}% \starring{Pramatesh Barua, Kanan Devi, Ahindra Choudhary}% \singer{Kanan Devi, Pankaj Mullick}% \music{Kamal Dasgupta}% \lyrics{Pt. Madhur ?}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator: % Credits: Kieju % Date:March 29, 2002 % \printtitle #indian % kaa: (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa aayaa desh paraaye)\-2 (man se man kii puuchh rahaa hai)\-2 apanaa bhed chhupaaye do: (duur desh kaa rahane vaalaa aayaa aayaa desh paraaye)\-2 duur desh kaa rahane vaalaa aayaa pa.n: dekh use ik pe.D pe mainaa bolii do: dekh use ik pe.D pe mainaa bolii kaa: kyaa pa.n: aao, aao musaafir bolo apanii bolii musaafir bolo apanii bolii (kyo.n itane ghabaraaye)\-2 kaa: TuuTaa ghosalaa banaa rahii huu.N banaa sako to bulaa rahii huu.N (kyo.n naa haath baTaaye)\-2 do: duur desh kaa rahane vaalaa aayaa aayaa desh paraaye duur desh kaa rahane vaalaa aayaa kaa: (kyo.n musaafir ruuTh gayaa haa.N ruuTh gayaa, dil to.D diyaa)\-2 pa.n: paayaa thaa, ik raaz bhuul ke chho.D diyaa phir lene ko ham aaye.n do: duur desh kaa rahane vaalaa aayaa aayaa desh paraaye duur desh kaa rahane vaalaa aayaa kaa: dekh a.Ndheraa ... na behosh huaa bolii mainaa kyaa niraashaa dosh huaa tum aaye ham gaaye pa.n: ham aaye tum gaaye do: (aayaa desh paraaye duur desh kaa rahane vaalaa aayaa)\-2 % #endindian \endsong %