% \startsong \stitle{kyaa jaane amiirii jo Gariibii kaa mazaa hai}% \film{Aaj ki Raat}% \year{1948}% \starring{Suraiya, Motilal}% \singer{Meena Kapoor}% \music{Husnlal-Bhagtram}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: % \printtitle #indian % kyaa jaane amiirii jo Gariibii kaa mazaa hai daulat unhe.n dii hai to hame.n sabr diyaa hai ham sone kii chaa.Ndi kii tamannaa nahii.n karate dukh dard me.n bhii ha.Nste hai.n shikavaa nahii.n karate qisamat ne Gariibii dii dil to ba.Daa hai kyaa jaane amiirii \threedots phuulo.n ke bichhaune pe sotii hai amiirii kaa.NTo.n ke bistar pe bhii ha.Nstii hai faqiirii vo kaa.NTaa bhii hai phuul jo maalik ne diyaa hai kyaa jaane amiirii \threedots hai jeb agar garm to kuchh khaa jaa khilaa jaa daulat se na kar payaar ise yuu.N hii luTaa jaa naadaan ye paisaa bhii kabhii saath gayaa hai kyaa jaane amiirii \threedots % #endindian \endsong %