% \startsong \stitle{na jaane aaj kidhar merii naav chalii re}% \film{Jhoola}% \year{1941}% \starring{Ashok Kumar, Leela Chitnis}% \singer{Ashok Kumar}% \music{Saraswati Devi}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: % Credits: % Comments: On the occasion of Pradeep's 2nd death Anniversary % \printtitle #indian % na jaane kidhar aaj merii naav chalii re na jaane kidhar aaj merii naav chalii re chalii re chalii re merii naav chalii re chalii re chalii re merii naav chalii re koii kahe yahaa.N chalii koii kahe vahaa.N chalii koii kahe yahaa.N chalii koii kahe vahaa.N chalii man ne kahaa piyaa ke gaa.Nv chalii re piyaa ke gaa.Nv chalii re chalii re chalii re merii naav chalii re man ke miit mere mil jaa jaldii duniyaa ke saagar me.n naav merii chal dii man ke miit mere mil jaa jaldii duniyaa ke saagar me.n naav merii chal dii bilakul akelii, bilakul akelii akelii chalii re chalii re chalii re merii naav chalii re na jaane kidhar aaj merii naav chalii re chalii re chalii re merii naav chalii re uu.Nchii niichii laharo.n pe naav merii Dole man me.n priit merii pihuu pihuu bole uu.Nchii niichii laharo.n pe naav merii Dole man me.n priit merii pihuu pihuu bole mere man mujh ko bataa, merii ma.nzil kaa pataa mere man mujh ko bataa, merii ma.nzil kaa pataa bol mere saajan kii kaun galii re bol mere saajan kii kaun galii re chalii re chalii re merii naav chalii re na jaane kidhar\threedots % #endindian \endsong %