% \startsong \stitle{o mere shaah-e-khuubaa.N}% \film{Love in Tokyo}% \year{}% \starring{Joy Mukherji, Aash Paarekh}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Tabassum.Hijazi % Transliterator: % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % o mere shaah\-e\-khuubaa.N, o merii jaan\-e\-janaanaa tum mere paas hote ho, koii duusaraa nahii.n hotaa kab khayaalo.n kii dhuup Dhalatii hai har qadam pe shamaa sii jalatii hai meraa saayaa jidhar bhii jaataa hai terii tasaviir saath chalatii hai o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots tum ho saharaa me.n tum gulistaa.N me.n tum ho zarro.n me.n tum bayaa.nbaa.n me.n mai.n ne tum ko kahaa.N kahaa.N dekhaa chuup ke rahate ho tum rag\-e\-jaa.N me.n o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots merii aa.NKho.n kii justajuu tum ho iltajaa tum ho aarazuu tum ho mai.n kisii aur ko to kyaa jaanu.N merii ulfat kii aabaruu tum ho o mere shaah\-e\-khuubaa.N\threedots % #endindian \endsong %