% ITRANS SONG # 3266; Created on Jan 26, 2004 % % From: Neha (nehadesai@hotmail.com) % Date: 2001-11-30 11:25:21 PST % \startsong \stitle{naa jaanaa ... ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa}% \film{Jawab}% \year{1942}% \starring{Kanan Devi, Jamuna, Barua, Ahindra Chaudharu, Devbala}% \singer{Kanan Devi}% \music{Kamal Das Gupta}% \lyrics{Pt Madhur}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Neha Desai % Date: 30 November 2001 % \printtitle #indian % naa jaanaa ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2 jab tak mai.n giit gaau.N ye saaz zindagii kaa jii bhar mai.n bajaau.N ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2 ( u.Dataa huaa ye pa.Nchhii bhuule se idhar aayaa ) \-2 a.Njaan ke is ghar ko apanaa hai ghar banaayaa ye chup ke nii.nd soye \-2 mai.n khwaab banake aau.N ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2 kaisii adaa thii jis pe aa.Nkhe.n hui diwaanii \-2 ye dil dimaaG duniyaa sab ban gaye kahaanii ik raat kaa ye kissaa \-2 mai.n umrabhar sunaau.N ai chaa.Nd chhuup naa jaanaa \-2 ai sonewaale sonaa jab tak jii chhaahe sonaa \-2 kal din kii roshanii me.n is raat kaa Gam dhonaa taiyaar ho safar ko \-2 tujhako mai.n raah dikhaau.N ai chaa.Nd chhuup na jaanaa jab tak mai.n giit gaau.N jii bhar mai.n bajaau.N ai chaa.Nd chhuup na jaanaa % #endindian \endsong %